Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz hey hey aa ha ha ha ha eh hey aa ha ha ha ha la la la la la la bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana tum ho tum ho tumhi ho tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz dil ki gali ye bada tadpaati hai ehde wafa mein daga de jaati hai o dil ki gali ye bada tadpaati hai ehde wafa mein daga de jaati hai daga nahin dena sazaa nahin dena saahil pe laake dooba nahin dena tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz hai kachche dhaage se naazuk mohabbat ye toot jaaye na karna hifaazat ho hai kachche dhaage se naazuk mohabbat ye toot jaaye na karna hifaazat doraahe pe laake chhod nahin dena vada ye wafa ka tod nahin dena tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz bhool
sanam mere sanam kasam teri kasam mujhe aaj kal neend aati hai kam sanam mere sanam kasam teri kasam tere liye hua janam mera janam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah ke ladkhada gaye kadam mere kadam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam tere liye hua tere liye hua janam mera janam janam mera janam ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ke aati hai mujhe sharam badi sharam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam tu apne pyaar se bheego de bas mujhe tu apne pyaar mein doobo de bas mujhe tu apne pyaar se
sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam dil ki baaten to chhupi si rehti hain dil ki baaten to chhupi si rehti hain wo kya jaane jo nigaahe kehti hai unhen aayegi ye zubaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai is bechaini ko chhupaanaa mushkil hai na le wo mera imtihaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge unkaa waadaa hai yahaan wo aayenge magar jaayegi meri jaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam
betahasha dil ne tujhko hi chaha hai har dua mein maine tujhko hi maanga hai tera jaana jaise koi baddua tera jaana jaise koi baddua door jaaoge jo tum mar jaayege hum sanam teri kasam ooo sanam teri kasam ooo sanam teri kasam tumhen dekhte hi aankhen ho jaati namm sanam teri kasam ooo sanam teri kasam ooo sanam teri kasam hua ye kya hashar mera juda hua sabar mera main tere bin ek lamha kyun kabhi na jiya raat bhar ashqon ne tujhko pukara hai har dua mein maine tujhko hi maanga hai tera jaana jaise koi baddua door jaaoge jo tum mar jaayege hum sanam teri kasam ooo sanam teri kasam ooo sanam teri kasam tumhen dekhte hi aankhen ho jaati namm sanam teri kasam ooo sanam teri kasam ooo sanam teri kasam nasha tera dil ko lagaa dena nahin mujhko dagaa main teri aadat ka maara hai kya meri khata tere bin namumkin apna guzara hai har dua mein maine tujhko hi maanga hai tera jaana jaise koi baddua door jaaoge jo tum mar jaayege hum sanam teri kasam ooo sanam teri kasam ooo
agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye humen fursat nahin milti humen fursat nahin milti kabhi aansoon bahaane se kai ghum paas aa baithe kai ghum paas aa baithe tere ik door jaane se tere ik door jaane se agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye wafaa kaa waastaa de kar wafaa kaa waastaa de kar muhabbat aaj roti hai naa aise khel iss dil se naa aise khel iss dil se ye naazuk cheez hoti hai ye naazuk cheez hoti hai zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye tere rangeen honton ko tere rangeen honton ko kanwal kehne se darte hain teri iss berookhi pe hum teri iss berookhi pe hum
sharmili aankhon ne neechi nigaahon ne chupke se ye keh diyaaaa sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho ye jo muhabbat hai jaise qayaamat hai dekho to kya ho gayaaaa ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho suna hai tum to ho deewane suno to mere dil ke taraane suna ke phir lage dohraane sune hai tumne kab ye fasaane tum ko sunaane hai kya wo kahaani hai hum ko hai iska pataaaa inhin baaton ne chheena dil hansi jalwe adaa qaatil nazar dusdeeda dusdeeda nazar dusdeeda dusdeeda ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey jaane jaana hey jaane jaana ha jaane jaana hey jaane jaana sanam tum jahan mera dil wahan sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey haan haan haan haan sanam tum jahan mera dil wahan yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai aa gaya mazza chha gaya nasha rang laayi bekaraari ab ye raat hai humari arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan hey jaane jaana na naana ab kahin na jaana chhod do bahaana ab kahin na jaana chhod do bahaana dhal na jaaye raat reh na jaaye baat hai gazab ki shaam aaj bad ke lelo jaam aaj
aa aa aaaa aa aa aa hmm hmm hmmm hmm hmm aa aa aaaa sancha naam tera hoooo sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera tu shaam mera sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati har rang mein tu sang mein hai chaahe saanjh ho chaahe savera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera main tujh mein khoyi re dooja na koi re aaaa jaagi ya soyi re tu ek apna jeevan sapna sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati maine bigaada har kaam apna tune sanwaara har kaam mera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera dukh sukh ki dhaara tu hai kinaara hmmm man mohan pyaara sab ka khiwaiya krishn kanhaiyaa sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati tod ke ye mann mandir banaa loon ho mann ke mandir mein dhaam tera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera
sanchi kahe tohre aavan se humre sanchi kahe tohre aavan se humre angna mein aayi bahaar bhauji angna mein aayi bahaar bhauji laxmi ki soorat mamta ki murat laxmi ki soorat mamta ki murat laakhon mein ek humar bhauji laakhon mein ek humar bhauji aye bhauji sanchi kahe tohre aavan se humre angna mein aayi bahaar bhauji tulsi ki seva chanarma ki pooja tulsi ki seva chanarma ki pooja kajri chaita anganwa mein goona ab humne jaana ke fagua siva bhi ab humne jaana ke fagua siva bhi hote hain kitne tyohar bhauji hote hain kitne tyohar bhauji sanchi kahe tohre aavan se humre angna mein aayi bahaar bhauji ye ghar tha bhootan ka dera ye ghar tha bhootan ka dera jab se bhaya tumra pag phera duniyan badal gayi haalat sambhal gayi duniyan badal gayi haalat sambhal gayi ann dhan ke laage bhandar bhauji ann dhan ke laage bhandar bhauji sanchi kahe tohre aavan se humre angna mein aayi bahaar bhauji bachpan se hum kaaka kahi kahi ke haare bachpan se hum kaaka kahi kahi ke haare
sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai kisi dilwaali ne kisi matwaali ne humein khatt likkha hai ke humse poochha hai kissi ki saason ne kissi ki dhadkan ne kissi ki choodi ne kissi ke kangan ne kissi ke kajjre ne kissi ke gajjre ne mahekti subaahon ne machalti shaamon ne akeli raaton ne adhhoori baaton ne tarasti baahon ne aur pooccha hai tarsi nigghahon ne ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye dil soona soona hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai mohabbat walon ne humare yaaron ne humein ye likha hai ke humse poochha hai humare gaon ne aam ki chaoon ne purane peepal ne
sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye kaun raha hai apna kis ko pukaarun reeee kis ko pukaarun baithi akeli soona panth nihaarun reeee panth nihaarun panchhi bhi jaaaaa sab laut aaye tum hi naa aaye karun kya upaaye sandhya jo aaaaye apni to ek raina birhaa ki raina birha ki raina din kya hai yenaa jaane mere do nainaaa mere do naina ik raat jaaye ik raat aaye tum hi kahooo karun kya upaaye sandhya jo aaaaye mann udd jaaye jaane re kahaan karun kya upaaye sandhya jo aaaaye
ho naughty naughty khwaab hain aur naughty hai imaan soye thhe kaafi time se o mere jag jaayen armaan tu meri bane jo hey yea hey yea o hooooooooo ho chandni raat mein baat hi baat mein haath mere jo tera haath aaye toh paas aake jo sajan matka le tu nayan natkhat khwahishein horny bane toh dil mein rakhe the kab se sajaa ke sach honge o balam sapne mere woh dil mein rakhe the kab se sajaa ke sach honge o balam sapne mere woh sanedo sanedo sanedo sanedo sanedo sanedo haan saari raat sanedo sanedo sanedo sanedo sanedo sanedo sanedo haan saari raat sanedo bane jo bane jo bane jo bane jo bane jo bane jo haan raani meri banejo sanedo sanedo sanedo sanedo raat ra sanedo laadla sanedo thhey manne jaata joi panghat ni vaate punana chandni chandni raat tofitoor se takatak ghoor ke aa gaya aa gaya tu meri aankhon ke aage backless blouse aur saree ka pallu pallu ka fan hai shahrukh aur sallu aaj tera chance hai jaga romance to raja aaja mere paas aaja aaja hallu hallu aaanha
o o o o o o ooooo oooooo oo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke tum kya jaano tumhaare paas aaye hum kitni door chalke saachi bolo saachi bolo saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji saachi bolo saachi bolo kaisi rahi aaj balam ji ye dillagi kaisi rahi aaj balam ji duniya ulat deta main to thodi der jo tum na aur milte hoo sang mere nikle the saajan haar baithe thodi hi door chalke dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao hey dekhun badan hai ki jwaala baahon mein to aao dekar yeh honton ka pyaala chhalakti na jaao saajana jisko milega pyaar aise woh toh jarur chhalke tum kya jaanon tumhaare paas aaye hum kitni door chalke aankhon mein kaajal hai kaajal mein surat tumhaari seene mein dil hai to dil ko zarurat tumhaari aankhon mein kaajal
dhadkan ki ravani lele chahat ki nishani lele sanjana chaahe tujhe jo bhi chaahe aa mujhse lele tu ishq hai tujhe pyaar doon kya doon tera pyaar hoon tujhe pyaar doon kya doon main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you tu ishq hai tujhe pyaar doon kya doon tera pyaar hoon tujhe pyaar doon kya doon main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you aao aaj baahon mein jhoolen baahon mein jhoolen aao saari duniyan ko bhoolen duniya ko bhoolen madhoshi chhaayi hai dekho na le chala pal ye kahaan pal ye kahaan main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you phoolon ki tarha aaj mehken aao na mehken deewaane hokar behken aao na behken hooo masti si chhayi hai kuchh
ho oho ho ho hmmmmm hmmmmm sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa hmmmmm hmmmmm kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho oho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae aae kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa zid pe aa gaya hai dil ke aaj yoon na lautna meri suno laut jao chhod do ye bachpana aa aaaaaa chaar din ki zindagi mein din hain do bahaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae hey hey kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa aa aa aa ja ja ja ja ja ja ja o aa aa aa ja ja ja ja ja jaa aa aa oh ho ho oho oo kaise kahun kaisi uljhano mein meri jaan hai oho oo haa na na na na na haan ko na samjh gaye ye pyaar ki zubaan hai oho haaaaa ha ha ha kaatne hain hamko din kisike intezar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho ho ho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae kya doon tujhe
sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho
sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ye raah kahaan se hai ye raah kahaan tak hai ye raaz koi raahi samjha hai naa jaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ek pal ki palak par hai thehri huyi ye duniyaa ek pal ke jhapkne tak har khel suhaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai kya jaane koi kis par kis mod pe kya beete iss raah mein aye raahi har mod bahana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai lara la lala la lala lara la lala la lala la lala lara la lala la lala lara la lala la lala
sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye shokhiyaan fizaon ki teri nazar mein chaanv hai wo surmayi ghataon ki teri nazar mein chaanv hai shabnami ye phoolon ki daali jhilmilati kirnon ki laali jhilmilati kirnon ki laali haaye ye rang khushnuma ye pyaar aur mastiyaan tere hi dam se hai suno o meharbaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho teri hansi mein dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se hans pade bujhe dilon mein chandani teri ada se hans pade ye nashila mausam gulabi jhumta ho jaise sharabi jhumta ho jaise sharabi mere haseen dilruba khila shabab yun tera mehak uthe hai ye zameen oo aasmaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi
saanware saanware sanware sanware jaao sanware sanware kaahe mose karo jora jori baiyaan na marodo mori dungi dungi gaali hato jaao ji sanware sanware sang na saheli paaye ke akeli sang na saheli paaye ke akeli ab na jaa kahe more shyaam ruko na dagar mori haaaaaaaaa sanware sanware jaao sanware sanware kaahe mose karo jora jori baiyaan na marodo mori dungi dungi gaali hato jaao ji sanware sanware jao sanware gopi gwaale dekhne wale gopi gwaale dekhne wale bin vichaare kahenge sare pakdi radha ki chori haaaaaaaaa sanware sanware jaao sanware sanware kaahe mose karo jora jori baiyaan na marodo mori dungi dungi gaali hato jaao ji sanware sanware murli bajao gaiyan charao murli bajao gaiyan charao humri gail chhodo he chhail milo jab aave hori haan aaaaaaaaa sanware aaaaaaaaa sanware aaaaaaaaa sanware aaaaaaaaa sanwareee
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sanam Mere Humraaz Humraaz (2002) 05:28 18632
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel, Akshay Khanna
Duration : 05:28   Song Number : 18632   

Sanam Mere Sanam Hum (1991) 06:29 12359
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Shilpa Shirodkar
Duration : 06:29   Song Number : 12359   

Sanam Raah Bhoole Lootera (1965) 04:21 32436
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:21   Song Number : 32436   

Sanam Teri Kasam Sanam Teri Kasam (2016) 05:17 37331
 
Poster of Sanam Teri Kasam (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Harshvardhan Rane, Mawra Hocane
Duration : 05:17   Song Number : 37331   

Sanam Tu Bewafa Khilona (1970) 06:22 12308
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12308   

Sanam Tum Hum Pe Wajood (1998) 06:21 14702
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Nana Paatekar
Duration : 06:21   Song Number : 14702   

Sanam Tum Jahan Kaalia (1981) 04:59 18260
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:59   Song Number : 18260   

Sancha Naam Tera Julie (1975) 04:24 18247
 
Poster of Julie (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:24   Song Number : 18247   

Sanchi Kahe Tohre Aavan Se Nadiya Ke Paar (1982) 05:23 15637
 
Poster of Nadiya Ke Paar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Mitali, Sheela David
Duration : 05:23   Song Number : 15637   

Sandese Aate Hain Border (1997) 09:38 18664
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Akshay Khanna, Sunny Deol
Duration : 09:38   Song Number : 18664   

Sandhya Jo Aaye Phagun (1973) 03:41 16293
 
Poster of Phagun (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:41   Song Number : 16293   

Sanedo Made In China (2019) 03:55 12871
 
Poster of Made In China (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Mouni Roy
Duration : 03:55   Song Number : 12871   

Sang Mere Nikle The Phir Wahi Raat (1980) 05:23 32532
 
Poster of Phir Wahi Raat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:23   Song Number : 32532   

Sanjana I Love You Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 07:42 19293
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Duration : 07:42   Song Number : 19293   

Sanjh Dhali Dil Ki Lagi Kala Bazar (1960) 03:49 37028
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 03:49   Song Number : 37028   

Sansaar Hai Ik Nadiyaan Raftaar (1975) 05:55 31133
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 31133   

Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 04:02 12316
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12316   

Sansar Ki Har Shai Dhund (1973) 03:10 12324
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Madan Puri
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 12324   

Sanwaar De Jo Pyaar Se Adventures Of Robinhood (1965) 04:16 37399
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:16   Song Number : 37399   

Sanware Kaahe Mose Karo Jora Jori Anuradha (1960) 03:03 19117
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:03   Song Number : 19117